Greater fate podcast

Simran Bhajan

10/03/2020
0:00
8:11
Recuar 15 segundos
Avançar 15 segundos
God' s rememberance is the key to peace and bliss in the heart. Enjoy this rememberance through this hindi bhajan: Tere Naam Ka Sumiran Karke Mere Mann Me Sukh Bhar Aaya Teri Kripa Ko Maine Paya Teri Daya Ko Maine Paya Tere Naam Ka Sumiran Karke Mere Mann Me Sukh Bhar Aaya Duniya Ki Thokar Khakar Jab Hua Kabhi Besahara Naa Paakar Apna Koi Jab Maine Tumhe Pukara Hey Naath Mere Sir Upar Tune Amrat Barsaya Teri Kripa Ko Maine Paya Teri Daya Ko Maine Paya Tere Naam Ka Sumiran Karke Mere Mann Me Sukh Bhar Aaya Tu Sang Me Tha Nit Mere Ye Naina Dekh Naa Paye Chanchal Maya Ke Rang Me Ye Nain Rahe Uljhaye Jitni Bhi Baar Gira Hu Tune Pag Pag Mujhe Uthaya Teri Kripa Ko Maine Paya Teri Daya Ko Maine Paya Tere Naam Ka Sumiran Karke Mere Mann Me Sukh Bhar Aaya Bhav Sagar Ki Lahro Me Jab Bhatki Meri Naiya Tat Chhoona Bhi Muskil Tha Nahi Dikhe Koi Khiwaeya Tu Lahar Bana Sagar Ki Meri Naav Kinare Laya Teri Kripa Ko Maine Paya Teri Daya Ko Maine Paya Tere Naam Ka Sumiran Karke Mere Mann Me Sukh Bhar Aaya Har Taraf Tumhi Ho Mere Har Taraf Tera Ujiyala Nirlep Prabhuji Mere Har Roop Tumhi Ne Dhara Teri Sharan Me Aake Data Tera Tujhi Koday Teri Kripa Ko Maine Paya Teri Daya Ko Maine Paya Tere Naam Ka Sumiran Karke Mere Mann Me Sukh Bhar Aaya

Mais episódios de "Greater fate"