ZaraSuniyeToh podcast

Rahat Indori ki 5 Shayari

2/15/2023
0:00
1:32
Rewind 15 seconds
Fast Forward 15 seconds
Suniye Rahat Indori ki 5 shayari 1. Hum se pahle bhi musaafir kai guzre honge Kam se kam raah ke patthar to hataate jaate हम से पहले भी मुसाफ़िर कई गुज़रे होंगे कम से कम राह के पत्थर तो हटाते जाते 2. Shaakhon se toot jaen wo patte nahin hain hum Aandhi se koi keh de ki auqaat mein rahe शाख़ों से टूट जाएँ वो पत्ते नहीं हैं हम आँधी से कोई कह दे कि औक़ात में रहे 3. Gulaab khwaab dawa zahar jaam kya kya hai Main aa gaya hoon bata intizaam kya kya hai गुलाब ख़्वाब दवा ज़हर जाम क्या-क्या है मैं आ गया हूँ बता इंतिज़ाम क्या-क्या है 4. Us ki yaad aai hai saanson zara aahista chalo Dhadkanon se bhi ibaadat mein khalal padta hai उस की याद आई है साँसो ज़रा आहिस्ता चलो धड़कनों से भी इबादत में ख़लल पड़ता है 5. Dosti jab kisi se ki jaae Dushmanon ki bhi raye li jaae दोस्ती जब किसी से की जाए दुश्मनों की भी राय ली जाए

More episodes from "ZaraSuniyeToh"