Teerthyatra. - Ek Audio Teerth Yatra by Live Bhagwan podcast

Kashi Vishwanath Teerth Yatra

0:00
18:51
Spola tillbaka 15 sekunder
Spola framåt 15 sekunder

Kehte hain ki Kashi Vishwanath ke darshan karne se, sabhi paapon se mukti milti hai! Ganga kinare basa, Vishwa ke sabse pracheen shaharon mei se ek, Kashi, jo hai bhagwan shiv ki priy nagri aur jaha upasthit hai mahadev, divya jyotirlinga ke roop mei. To chaliye, moksha ka dwar kahe jaane wale iss anokhe nagar ki teerthyatra par, wo bhi ghar baithe baithe. Bas headphones lagaaiye aur iss divya yatra mei aa jaaiye! Visit - //livebhagwan.com/teertham.php for more such content Produced by MnM Talkies (https://www.instagram.com/mnmtalkiespodcast/)

Fler avsnitt från "Teerthyatra. - Ek Audio Teerth Yatra by Live Bhagwan"