Aliz shayari podcast

Aliz shayari

ali thara

Prenumerera
Dela
Shayari

6 avsnitt

  • Aliz shayari podcast

    Dosti

    2021-06-24

    0:13

    Duriyon se koi farak nahi padta hai...Baat toh dilon ke nazdikiyon se hoti hai...Dosti toh kuch app jaison se hai.. warna mulakat toh jane kitno se hoti hai...
  • Aliz shayari podcast

    Khuda se ladai

    2021-06-24

    0:15

    Khuda ne thokaron se itna nawaza ki khuddar ban gaya... Teri yaad itni aai ki mai teri yaadon mai Diwana ban gaya.. Khud hi khud khuda se lad baitha.. Khuda se bas tuje mang baitha
  • Aliz shayari podcast

    Missa inte ett avsnitt av “Aliz shayari” och prenumerera på det i GetPodcast-appen.

    iOS buttonAndroid button
  • Aliz shayari podcast

    Aadhuri Batain

    2021-06-24

    0:16

    Jawani mai kahi gazale adhuri chut jati hai Kai khwaishe toh dil hi dil mai tuth jati hai Judai mai toh aksar tumse mukamal batain hoti hai Mulakaton mai sari batain adhuri chhoot jati hai
  • Aliz shayari podcast

    Bewafa Hum Bhi Nahi

    2021-05-24

    0:27

    Suna hai wo raaton ko jagta hai Us se khena sote hum bhi nahi Suna hai wo chup chup ke rota hai Us se khena haste hum bhi nahi Suna hai wo muje bahut yaad karta hai Us se khena bhule hum bhi nahi Suna hai wo wafa ka dawa karta hai Us se khena bewafa hum bhi nahi
  • Aliz shayari podcast

    Safar

    2021-04-05

    0:40

    Khud ko pane ka safar.. Na jane kin raston par bhatak raha tha mai Manzil intezar mai thi meri aur safar kar raha tha mai Heere ko chod patharon ke shehar mai kho gaya Apne khwabon ke katl ka gunhegar khud ho gaya Par ab bas... Firse jina hai Khwabon ko hasil firse karna hai Manzil jo chuti piche use firse pana hai Patharon ke shere mai khud ko heere ki tarah tarashna hai
  • Aliz shayari podcast

    Shayari

    2021-04-05

    0:38

    Purane dost

Kom åt alla poddsändningar i gratisappen GetPodcast.

Prenumerera på dina favoritpoddar, lyssna på avsnitt offline och få spännande rekommendationer.

iOS buttonAndroid button
  • Sekretesspolicy
  • Rättsligt meddelande
  • Sverige
© radio.de GmbH 2026radio.net logo
Ett företag frånMADSACK